ara Zara Behekta Hai(Cover) – Omkar ft.Aditya Bhardwaj

Zara Zara Behekta Hai(Cover) by Omkar ft.Aditya Bhardwaj is publish on Nov. 23 2018 on youtube channel named ​Vector films and music. It  is India’s one of the fastest growing Music Label & Movie Studio.
SINGER OMKAR
RAP/LYRICS ADITYA BHARDWAJ
MUSIC NISHIT BASUMATARY
FEATURING RAJGEETA YADAV, KABIR KATHURIA, ADITYA BHARDWAJ

Tadpaaye mujhe teri sabhi baatein
Ek baar ae deewani jhootha hi sahi pyaar to kar
Main bhoola nahin haseen mulaaqaatein
Bechain karke mujhko mujhse yun na pher nazar
Sardi ki raaton mein hum soye rahe ek chaadar mein
Hum dono tanha ho, na koi bhi rahe is ghar mein

Zara zara mahekta hai, bahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasa hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein
Zara zara mahekta hai, bahekta hai
Aaj to mera tan badan, main pyaasa hoon
Mujhe bhar le apni baahon mein

Yunhi baras baras kaali ghata barse
Hum yaar bheeg jaaye is chaahat ki baarish mein
Teri khuli khuli laton ko suljhaaye
Main apni ungliyon se main to hoon isi khwaahish mein

Baahon mein bharle mujhe thoda Kareeb laa,
Jab karta aankhen band main dikhti ek Apsara,
Naajane kyun main dil se dil mila baitha,
Jab chorda tune haath lagake,
Sab kuch gawa baitha,
Saaf Saaf ye Saaf tha,
Tera har ek Gila maaf tha,
Tasveeren dhundhi parchaai mein tere,
Nikala jo bhi vo raakh tha,
Kyun bechain pareshaan hun,
Sab kuch ye dekh hairaan hun,
Zara dekh palat ke piche tu,
Main tere JAAN mein chupi vo JAAN hun,
Kal tak jo tera hota tha aaj bhi vo tera hai,
Naajane kitni baahon mein hota tera sawera hai,
Kismat se lad jaun ya maanu isko apni galti,
Zara Zara Mehakta Jism bhi to tera haiii……

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *