Chalo Jeete Hain Lyrics- Aditya Chouhan | Rwitika Sarkar
Get Full Lyrics of Song Chalo Heete Hain in Hindi & Engish. The song is sung by Rwitika Sarkar, Aditya Chouhan and composed by Shail-Pritesh with lyrics penned by Mantoo Bassi.
Song | Chalo Jeete Hain |
Singer | Rwitika Sarkar, Aditya Chouhan |
Lyrics | Mantoo Bassi |
Music | Shail-Pritesh |
Ankhon mein bharte hain sooraj
Dhoop ko woh peete hain
Hai aag jinke lahoo mein
Aasman voh chhute hain
Bhar ke taare hazaaron muthi mein
Honge jugnoo se roshan kisi dil mein
Ho sake kisi ke vaaste
Chalo jeete hain
Ho sake kisi ke vaaste
Chalo jeete hain
Chalo jeete hain
Chalo jeete hain
Tu hai samundar
Tu hai kinara
Bahein phaila ke
Tu de de sahara
Kass ke pakad le
Hath uska
Jisne bhi tujhko
Hai dil se pukara
Baatoge jitna
Badhega ye utna
Hai prem ka ye
Ganit nyara
Dekho zara sar utha kar
Dil udhde udhde hain
Hai saans ki dor jab tak
Enn dilon ko seete hain
Bhar ke taare hazaaron muthi mein
Honge jugnoo se roshan kisi dil mein
Ho sake kisi ke vaaste
Chalo jeete hain
Chalo jeete hain
Chalo jeete hain
आँखों में भरते हैं सूरज
धुप को वो पीते हैं
है आग जिनके लहू में
आसमां वो छूते हैं
भर के तारे हजारों मुट्ठी में
होंगे जुगनू से रोशन किसी दिल में
हो सके किसी के वास्ते
चलो जीते हैं
हो सके किसी के वास्ते
चलो जीते हैं
चालो जीते हैं
चलो जीते हैं
तू है समुंदर
तू है किनारा
बाहें फैला के
तू दे दे सहारा
कास के पकड़ ले
हाथ उसका
जिसनें भी तुझको
है दिल से पुकारा
बांटोगे जितना
बढ़ेगा ये उतना
है प्रेम का ये
गणित न्यारा
देखो ज़रा सर उठा कर
दिल उघड़े-उघड़े हैं
है साँस की डोर जब तक
इन दिलों को सीते हैं
भर के तारे हजारों मुट्ठी में
होंगे जुगनू से रोशन किसी दिल में
हो सके किसी के वास्ते
चलो जीते हैं
हो सके किसी के वास्ते
चालो जीते हैं
चलो जीते हैं, चलो जीते हैं